199+ Best Ghalib Shayari in English With Images 2023
Ghalib Shayari in English - Read Best Ghalib Quotes in English And Share On Your Social Media Like Facebook, WhatsApp And Instagram.
Find Awesome Collection Of Ghalib Shayari in English, Ghalib Shayari in English Urdu, Ghalib Shayari in English Love, Ghalib Shayari in English Pdf, Ghalib Shayari in English Translation, Ghalib Ki Shayari in English, Ghalib Shayari in Roman English, mirza Ghalib Shayari in English 2 Lines, Ghalib Shayari On Life in English, halib Quotes in English, Ghalib Status in English .
=> 01 - TOP Ghalib Shayari in English
Aah Ko Chahiye Ek Umar Asar Hone Tak
Kaun Jeeta Hai Tere Julf Ke Saar Hone Tak
Meharba Hokar Chahe Bula Lo Tum Jis Waqt
Mein Koi Guzara Waqt Nahi Jo Laut Ke Naa Aa Saku
*
Ye Naa Thi Humari Kismat Ki Vishal-Ae-Yaar
Hota Agar Aur Jeete Rehte Aur Intazar Hota
Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Ke Tu Kya Hai
Tum Hi Kaho Ke Ye Andaz Ae Guftgu Kya Hai
Rekhte Le Tumhi Ustaad Nahi Ho Ghalib
Kehte Hai Agle Jamane Me Koi Meer Bhi Tha
Humne Mahobbat Ke Nashe Me Aakar Unhe Khuda Bana Diya
Hosh Tab Aaya Jab Unhone Kaha Ke Khuda Kisi Ek Kaa Nahi Hota
*
is kadar toda hai us ki bewafai ne ghalib
ab koi pyaar se bhi dekhe to bikhar jaata hun mein
Mat Puch Ke Kya Haal Hai Mera Tere Peeche
Ye Dekh Ke Kya Rang Hai Mera Tere Aage
Hath Ki Lakeero Pe Mat Jaa Ae Ghalib
Naseeb Unke Bhi Hote Hai Jinke Hath Nahi Hote
Kitna Khauf Hota Hai Raat Ke Un Andhero Me
Puch Un Parindo Se Jinke Ghar Nahi Hote
=> 02 - Ghalib Shayari in English Urdu
Ishq Ne Ghalib Nikkama Bana Diya
Varna Hum Bhi Aadmi The Kaam Ke
phir kuchh ik dil ko be-qarari hai
siina juya-e-zaḳhm-e-kari hai
phir hue hain gavah-e-ishq talab
ashk-bari ka hukm-jari hai
be-khudi be-sabab nahin ‘Ghalib’
kuchh to hai jis ki parda-dari hai
*
Ishq Tujh Ko Nahin Wahshat Hi Sahi,
Meri Wahshat Teri Shohrat Hi Sahi….
qat.a kiije na ta.alluq ham se,
kuchh nahīñ hai to adāvat hī sahī….
Bas khatam kar ye baazi-e-ishq GHALIB,
Muqaddar kye hary kabhi jeeta nahi karty….
Sukoon aur ishq wo bhi dono aik sath,
Rahny do GHALIB koi aqal ki bat karo….
Nahi hota kisi tabib sy is marz ka ilaj
Ishq la ilaj ha bas ahtiat kijiye
*
Bedaad-E-Ishq Se Nahin Darta Magar ‘Asad’
Jis Dil Pe Naaz Tha Mujhe Woh Dil Nahin Raha
Arz-E-Niyaaz-E-Ishq Ke Qaabil Nahin Raha
Jis Dil Pe Naaz Tha Mujhe Woh Dil Nahin Raha
Ishq Ne Pakda Na Tha ‘Ghalib’ Abhi Wahshat Ka Rang
Rah Gaya Tha Dil Mein Jo Kuchh Zauq-E-Khwaari Haay-Haay
-
Ishq Mein Jee Ko Sabr-O-Taab Kahan
Us Se Aankhein Ladin To Khwaab Kahan
=> 03 - Ghalib Shayari in English Love
Bulbul ke karobaar pe hain khanda-ha-e-gul
Kehate hain jis ko ishq khalal hain dimaag ka
-
Ham Koi Tark-E-Vafaa Karte Hain
Na Sahi Ishq Museebat Hi Sahi
*
Ishq Se Tabiyat Ne Zeest Ka Maza Paaya,
Dard Ki Dawa Pai, Dard Be-Dawa Paya.
-
Aya Hai Be-Kasi-E-Ishq Pe Rona, ‘Ghalib’,
Kis Ka Ghar Jalayega, Sailaab Bhala Mere Baad.
Be-Wajah Nahi Rota Ishq Me Koi Ghalib.
Jise Khud Se Badh Kr Chaho Wo Rulata Zaroor Hai.
-
Roone Se Ishq Me Be-Baak Ho Gaye.
Dhoye Gaye Ham Itna Ki Bas Paak Ho Gaye.
*
Ishq Ne Ghalib Nikamma Kar Diya.
Warna Ham Bhi Aadmi The Kaam Ke.
-
Ishq Par Zor Nahin Hai Yeh Woh Aatish, ‘Ghalib’,
Jo Lagaaye Na Lage, Aur Bujhaaye Na Bane.
Only fools ask why old Ghalib still clings to breath
when his fate is to live desiring death.
-
You hated me: a wife abnormally distant, unknown;
you left me before your children were grown.
=> 04 - Ghalib Shayari in English Pdf
You left our house as the moon abandons night's skies,
as the evening light abandons its earlier surmise.
-
We’ll meet again, you said, some day similar to this one,
as if such days can ever recur, not vanish!
*
You should have stayed a little longer;
you left all alone, so why not linger?
-
To whom shall I complain when I am denied Good Fortune in acceptable measure?
Thus I demanded Death, but was denied even that dubious pleasure!
Tell me, how can I be happy, vast oceans from home
when mail from my beloved lies here, so recently opened?
-
Why is grief the fundamental element of night
when everything falls as the distant stars rise?
*
She who knows my desire is speaking,
or at least her lips have recently moved me.
-
Tonight the watery mirror of stars appears
while night-blooming flowers gather where beauty rests.
It’s time for the world to hear Ghalib again!
May these words and their shadows like doors remain open.
-
Love’s stings have left me the deep scar of happiness
while she hovers above me, illuminated.
Recommended Posts :
Thanks For Read BEST 199+ GHALIB SHAYARI in English With Images. Please Check New Updates On Shayari777 Blog For Get Fresh New English Shayari, Hindi Shayari, Love Shayari, Sad Shayari, Motivational Shayari, Attitude Shayari And All Type Shayari Poetry.
No comments:
Post a Comment